Pages

Monday, 12 September 2011

friendship shayri dostoki shayri

                       friendship shayri                          
Faasle mita kar aapas main pyaar rakhna,.
dosti ka ye rishta hamesha barkaraar rakhna,
bichhad jaaye kabhi aapse hum,
aankhon main hamesha hamara intzaar rakhna.


Dosti se pyara koi rishta nahi hota,

Duniya me har koi ise mita nahi sakta,
Hamara to aap se wo rishta hai,
Jise duniya to kya khuda bhi mita nahi sakta…!

Ek din pyar aur dosti mile,

Pyar ne pucha mere hote huye tumhara yaha kya kam?
Dosti boli main un honton pe muskan lati hu jin aankho
Me tum aanshu chod deto ho…!

Maine jannat ka darwaja bajaya,

Awaz aayi kya chahiye,
Maine kaha khushi, kamyabi, lambi umer,
Awaj aayi kiske liye,
Jo is waqt sms pad raha hai uske liye…….!! 


                                  ***sanjay*** 

No comments:

Post a Comment